~CHANDNI~ said:
Maine puchha Chand Se K
Dekha hai kahi-n mere Yar sa Hasi-n
Chand Ne kaha Chandani Ki kasam
Nahi-n, Nahi-n , Nahi-n
Maine puchha chand se
Maine ye Hizaab Tera Dhoondha
Her Jagah sawal tera dhoondha
Kaliyo-n se Misal teri puchhi
Phoolo-n men Jawab tera Dhoondhja
Maine poochha bag se K
Falak ho ya Jami-n
Aisa phool hai kahi-n
Baag ne kaha ,her Kali ki kasam
Nahi-n Nahin Nahi-n
Maine puchha chand se
Chal hai K mauz ki Rawani
Julf Hai ki Raat ki kahani
Honth hain K Aiene kanwal K
Aankh hai K maiykade ki Rani
Maine poochha Jaam se K
Flak ho ya jami-n
Aisi mehfilen kahi-n
Jaam ne kaha Maykashi ki kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
Maine Poochha Chand se
Khubsurti jo Tune payee
Loot gayee Khuda ki Bus Khudai
Mir ki Ghazal kahoon Tujhe main
Ya Kahoon Khayam Ki Rubai
Main jo poochha shayaro-n se K
Aisa koi Dil nashee-n
shier hai Kahi-n
Shayar Kahe Shayary Ki Kasam
Nahi-n Nahi-n nahi-n
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:
C O N G R A T U L A T I O N S
M O O N B E A M
W O W !!!
44000 P O S T S
lov u miss mine
~CHANDNI~ said:
duniya ki nazroon mein girna mere kis kaam aaya
apno se bichad kar, voh bewafa geron k kaam aaya
main bhool chuki thi apne hi bewafai karte hain
duniya meri barbaad karte, use jara bhi rehem na aaya
gar voh wafadaar hota to uoon bewafai na karta
mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya
zindagi to qaafiro sang gujar hi jaayegi
bas jise dost samjha, voh dushmani karne aaya
qatla hi karna tha toh samne se karta
humdard bankar kyon usne, peeth main khanjar chalaya
dost bana kar fir humse dushmani na ho saki
kyon ki bewafaai usne, kyon use mujh par pyar na aaya
nazro mai uski ab sharm ke cheente hai
ab tanhaai ne sataya, toh mere pas chala aaya
fakat mujhe uski jarurat bhi kya hai ''ISHQ''
ab zanaza mera dekhkar 'kyon use rona aaya'....!!!!